Baat nikli aur door talak chali....par baat thi kya? Kin logon ne ye baat shuru ki? Kya usko itni door jaane ki zarurat thi? Kaun baton ki zaruraton ko tay karta hai? Kitne logon apni saari himmat aur zindagi laga di usko sahi ya galat kehne me? In baaton se humne kya khoya aur kya paaya? Kis ko faida hua aur kis ko nuksaan? Kya faida kuch ko kam aur nuksaan kuch ko jyada hua? Aakhir kyu hamne, hum sab ne uski zarurat ya gair zarurat ko samjha ? ya nhi samjha? Aakhir kyu? Aakhir kyu?
I could have gathered more if i had your thought or the mood what made u write these great lines, see once u are expressing your thought then the picture of your thought has to be clear so that one could get through with your thought.
ReplyDeleteToo much of thought in there.hahahahahah
Finally jus wanna say:-
“All intelligent thoughts have already been thought; what is necessary is only to try to think them again.”
But nicely done!!!!!!!!!!!
ReplyDelete